Jaisa ki aap sabhi jante hai ki ,Powered ka matlab hota hai Sanchalit karna .
To Template ke niche jo Powered by blogger likha rehta hai, uska matlab hota hai ki yah template Blogger ka hai, aur Blogger ne aapko madad ki hai.
powered by blogger remove kare. |
Bahuton ko yeh sawal aati hai ki design by hatane se hamare blog par kya asar padta hai.
1.Design by dekhke log jaan jate hai ki ye template blogger ki bani hui free template hai aur aapke website ko aacha response nahi deti hai.
2. Design by me Owner ka link rehta hai, jispe click karne se wah direct owner ke website me chala jayega aur aapke viewers ghatne lagenge.
Ye bhi jane:-
Camtasia studio 8 free me use kare-free keys
Mobile se deleted number ki recovery kare
STEP :1 Sabse pehle aap Blogger ke dashboard me jaye.
STEP 2 Phir Template me jaye .Aapki template page open ho jayegi.
(template ko edit karne se pehle uska back up jarur le len.
TEMPLATE KA BACK UP LENE KI JANKARI)
STEP-3. Ab Edit html pe click kare.
STEP-5. Ab search box me powered by likhna hai. Uske baad Enter daba de.
STEP-6. Ab <P> tag ke upar wale line ko delete kar de. (ye line template owner ka hota hai, jisko delete karne ke baad template hamara ho jata hai.)
STEP7. </HTML> jaha par hai(sabse niche dekhe) uske baad wale sabhi line ko bhi delete kar de.(har template me ye line nahi hoti , agar aapke template me hai to aap isko delete kar de)
(iske liye delete karne se pehle </P> tag ke pehle ENTER daba de jisse </P> niche aa jayegi.)
STEP- 9. Ab Save Template par click kar ke template ko save kar de.
Iske baad ab aap dekhenge ki powered by blogger aur design by ya theme by kuch bhi ho wo hat jayegi.
2. POWERED BY BLOGGER HATAYE
Blogger ke url ko search kare. jo ki www.blogger.com hoga. isme aap apni website ka url daal de.
Aur iske baad sirf Blogger likha hua hoga. Usme apne blog ka title daal de. Ye sabse aasan tarika hai.Step-8 ke image me maine jahan yellow colour kiya hai, wahi par adhiktar ye likha hua rehta hai.
3.TEMPLATE KE BODY SE POWERED BY BLOGGER REMOVE KARE
Yadi aapne koi naya template download kiya hai, to Body me Powered by blogger likha rehta hai.Body me rehne ke karan isse hatana aur bhi jaruri ho jata hai.
Yah Body me aapko kucch iss tarah dikhai dega..
.
Ab hame isse hi hatana hai.
* Isko hatane ke liye aap Blogger Dashboard>>Template>>EDIT Html par jaye.
Ek page open hogi.Kucch iss tarah
Step-1: Ab aap Jump to Widget ke upar click kar de.
Step-2: Ab aap isme Attribution 1 ke upar click kar de.
Ispar click karte hi, Attribution 1 ka Code aapko dikhai dega.
Ab iss code ko aapko delete karna hai.<b:widget ke open hone se </b:widget> tak delete kar de.
Step-3. Ab aap Template ko save kar de.
Aur ab aapka Powered by Blogger pure tarike se hat gaya hai. Ab aapka template ka look Professional ban chuka hai.
Ye jankari aapko kaisi lagi hame jarur comment par bataye.Yadi aapka koi question ya sujhaw ho to hame jarur comment kare....
Ye bhi jane:-
*Blogger Me post kaise likhe -puri jankari
*Blogger Menu bar me label ka link add kare
*PM Ujjwala yojana in hindi
*Rajiv Dixit -Pani pine ka tarika
Your details are very good; we got new knowledge from your site. Template also very good, color matching is well. I will keep visiting your site often. This is a great article thanks for sharing this information. Give your knowledge for all people. Because who likes to know more information. I saved some details to me.
जवाब देंहटाएंWeb Design Brampton
You Welcome
जवाब देंहटाएंA great article to read,Thank you.It helped me out with several things.
जवाब देंहटाएंYou Welcome Frank
हटाएंhttps://bit.ly/2ONCOHF
जवाब देंहटाएंThanks for the useful information about web designing, give more updates on web designing, First time I visit your channel really nice, here after a daily visit.
जवाब देंहटाएंThis is an awesome post. Really very informative and creative contents. This concept is a good way to enhance knowledge. I like it and help me to development very well. Thank you for this brief explanation and very nice information. Well, got good knowledge.
http://www.levelsncurves.com/wordpress-development-company-chennai-india/
Absolutely knowledgeable content. Thanks for sharing this kind of content. It is very helpful and very informative and I really learned a lot from it. Further More Information About Web Designing Training Institute in Delhi So Contact Here-+91-9311002620 Or Visit Website-https://htsindia.com/Courses/web-and-graphic-designing/web-designing-training-course
जवाब देंहटाएंThanks for sharing this post its really good by the way if anyone looking for Core and Advanced Java training institute in delhi so contact here +91-9311002620 visit https://www.htsindia.com/java-training-courses
जवाब देंहटाएंImpressive and powerful suggestion by the author of this blog are really helpful to me.
जवाब देंहटाएंRealme 3 Pro Features